Iss zindagi ke safar mein har pal suhana hai
Is suhane se safar mein har kadam mein koi sahara hai
Kabhie pal mein sahara toh kabhie zindagi ka sahara
Pathar to har zindagi mein aate hai par zindagi to woh hai Jo iss pathar ko ek suhana se pahad bna de
Issi zindagi ka he ek hissa hai pyaar jiske bina na zindagi mein koi hissa na hee koi raasta hai
Pyaar mein hee toh har khushi ka raaz aur khushi mein hee is pyaar ek raar hai